How to show blogspot.com on google :-
kiya aap bhi meri tarah apni website ko google par show karana chahte hai wo bhi free domain blogspot.com to aaj hum aapko batane wale hai kaise apni website ko google par kaipse show kara skte hai
aapko kuchh steps follow karna honge :-
sabse pehle aapko blogger par sighup karna hai or uske baad aapko apna ek blog create krna hai jahir si baat hai apne agar mera blog open kiya hai to apne pehle se blog bna rakhha hoga .
Step.1:- aapko apni website ki settings me jana hai or enable custom robots txt ko or enable custom robot header tags ko on karna hai
Step.2:- uske baad aapko home page tags par click krna hai all or noodp ko on karna hai
Step.3:- iske baad aapko archive and search page tag par click karna hai or usme nondex or noodp ko on karna hai kuchh is tarah
step.4:- iske baad aapko post and page tags par click krna hai or all or noodp ko on krna hai kuchh is tarah
Step.5:- iske baad aapko search discription ko on karna hai or usme apni discription likhni hai or use on karna hai
Step.6:- iske baad aapne jo enable custom robots txt on kiya tha aapko uske nichhe custom robot txt par click krna hai kuchh is tarah
Step.7:- iske baad apko google par blogger site map search karna hai 1st website par click krna hai or usme apni website ka link paste karna hai or generate xml sitemap par click krna hai or phir code ko copy karna hai kuchh is tarah
Step.8:- iske baad jo aapne code copy kiya tha use custom robots txt me jakar paste karna hai or save par click krna hai kuchh is tarah
Step.9:- iske baad apko google par google search console search karna hai or url prefix me apni website ka link paste karna hai or continue par click krna hai kuchh is tarah
Step.10:- iske baad aapko apni website me koi bhi ek post daalni hai or phir google search konsole me sitemaps par click krna hai or usme add a new sitemap me ye likhna hai , sitemap.xml ye likhne ke baad submit par click krna hai or phir url inspection par click krna hai or search me apni website ka link search krna hai or index par click krna hai or aapki website 24 hours ke baad google par show hone lagegi yaad rakhna aapki website ka title aisa hona chahiye jiske jaisa kisi dusra ka title na ho tabhi aapki website top par show hogi
FAQ:-
Q. hamari website kitni der baad show hoti hai ?
ANS. 24 hours
Q. agar hamari website show nhi hui to ?
ANS. check kro aapki website ka jo title hai kisi or ki website ka to nhi agar hai to aapki website kafi neeche show hogi ho sakta hai na ho