Kiya Blogger Se Blogspot.com Se Earning Kar Sakte Hai ?
Agar aap Ye Jan na Chahte ho ki blogger se banayi hui website or free domain blogspot .com se earning kar skate hai Hum aapko bta de ji han aap apne free domain blogspot.com se earning kar skte hai lakin aapko kuchh rules follow krne hai honge
Rule.1:- aapko sabse pehle apni website ko Google par show karwana hoga lakin show kaise karwaye kiyunki agar aap free domain ka use karte hai to website ban to jaati hai lakin Google par show nhi hoti aap dekh sakte hai meri website Google par show hoti hai mera bhi free domain hai agar aapko bhi Google par show karwana hai to seekhne ke liye hamari ye post open kro click kro
Rule.2:- aapko apni khud ki likhi Hui post daalni hai or agar image use karna hai to bahar se bhi kar sakte hai lakin behtar ye hai ki aap apna khud ka image ya screenshot ka use kare jisse aapka adsense approval jaldi mil jayga
Rule.3:- aapko 15-20 post daalni hai wo bhi khud ki likhi hui 15-20 se kaam chal jayga agar jayada daal sakte hai to or bhi achha hai or aapko Aisa nhi karna ki 1 din me 2-3 post daal di Aisa nhi karna aapko Roz 1 ya 2din me 1 post daalni hai or Google Adsense 1-1.5 mahine baad adsense ke liye apply karna hai jaise aapne aaj website banayi to aapko 1-1.5 mahine baad Google Adsense ke liye apply karna hai
Rule.4:- or aapko Google Adsense apply karne se pehle ek kaam or karna hai apni website par privacy Policy, Disclaimer, contact ye 3 page create karna hai Ab baat ye aati hai aapko agar privacy Policy, Disclaimer likhna nhi aata to aap mera bhi copy kar sakte hai bas jaha jaha meri website ka name hai waha aapko apna daalna hai or aapko adsense approval mil jayga
FAQ:-
Q.kiya hame pakka adsense approval milega
Ans. Haan ! Agar aapne rule ko follow Kiya to jarur milega
Q. agar hum ye rule follow na kare to
Ans. To aapko approval nhi milega agar aap ye kaam mujhse karwana chahte hai to me aapka kaam 500Rs me kar dunga
Q. aapse contact kaise kare
Ans. My Instagram account @innocent_uvais_khan